Blog Se Paise Kaise Kamaye, Paise Kamane Ke 5 Popular Tarike
Posted by: Jume deen khan In: Blogging, Make Money Online
Blogging ab
online bussiness ke top tariko me se ek ban chuka hai. lakho log daily
blogging me aate hai or apna career banae ki starting karte hai. jinme
se kuch fail hote hai or kuch success hote hai. jis tarah blogging ki
duniya badhti ja rahi hai wese hi blogging se paise kaamne ke way bhi
badhte ja rahe hai.

Blogging or jyada official banta ja raha hai. agar aap bhi blogging se online bussiness karna chahate ho or internet se money earn karna chahate ho to aap blog se 5k, 10k, 20k ,50k , 100k monthly kama sakte ho.
Agar aapne abhi tak blog nahi banaya hai to aap Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye or WordPress Par Free Blog Kaise Banaye post pad kar 5-10 minute me blogger par apna free blog bana sakte ho.
Mujhe blogging me 6 month huye hai. maine in 6 mahino me blogging se 100k se jyada paise kamaye hai. iternet se paise kamane ke sare tariko me se mujhe ye sabse best lagta hai.
Kyuki is par ek bar aap jo jankari share karoge, wo aapko humesha money earn karke deti rahegi. yani blogging ek bar ki gayi mehanat se bar bar sellary milne jaisa hai.
Kamyab (Success) blogger blogging se paise kamane ke bahut sare raste (Many Ways) apnate hai. jaise AdSense, advertismet, affiliate marketing program, viglink, referral, infolinks etc. magar har blog par ek jaise tarike se paise nahi kama sakte hai. kisi blog par affiliate market se jyada income ho sakti hai to kisi par AdSense ya kisi or se hoti hai. so ye aapko tay karna hoga ki aapke blog se jyada paisa kaise or kis se kamaya ja sakta hai.
Hindi blogger adhiktar (sabse jyada) jise use karte hai wo hai – Adsense. AdSense ad par click karne ke paise deta hai. isliye ise log sabse jyada use karte hai. but sirf AdSense hi blogging se paise kamane ka way nahi hai. aap or bhi kai tariko se apne blog par money earn kar sakte hai.
Maine blogging ki duniya me jab kadam rakha tha to mujhe iske bare me jyada nahi pata tha. bas mujhe itna malum tha ki hum blogging par AdSense ke ads laga kar paise kama sakte hai.
Dheere dheere mai blogging me purana hota gaya or aaj mujhe blogging ke bare me itna kuch pata chal gaya hai ki mai blogging ko ek gahra samundar (Deep Sea) kahna galat nahi hoga. or mai is bat se sahmat bhi hu. is post me mai aapko AdSense ke alwawa blog se paise kamane ke or bhi kuch important tariko ke bare me bta raha hu. Now read careful.
Becoz is par aapko only avertismeting yani ads par click karne ke paise milte hai. fir bhi agar aapko lagta hai ki aapke lilye AdSense sahi nahi hai to aap ye tarike tru kar sakte hai.
1. Affiliate Marketing:
Affiliate marketing blog se income karne ka sabse better tarika hai. affiliate advertismet par 1 click kse aap $1-50 earn kar sakte ho. high pay affiliate program se aap per click $100 bhi kama sakte ho. par iske liye aapke blog par kam se kam 5,000 pageviews per day hone jaruri hai.
Aap apne blog ke hisab se SEO affiliate, hosting affiliate, theme design affiliate ke alawa jo bhi aapke visitors pasand kare 1000ro affiliate program join kar ke apne blog se paise kama sakte hai.
Affiliate ke bad AdSense sabse acha tarika hai. ek hindi blogger ke liye AdSense affiliate marketing se jyada bwenefit wala sabit huya hai. becoz hindi blog par adhiktar audience local location se hote hai.
Jo online shoaping karna pasand nahi karte hai. jiski wajah se affiliate hindi blog par jyada income wala sabit nahi hota. AdSense par ads ke click karne ke paise milte hai. so hindi blog ke liye AdSense behtar hai.
Infolinks un blog ke liye better hota hai jo tech se related jankari share karte hai. agar aapka blog interne, blogging se related hai to aapke liye infolinks koi kam ka nahi hai.
Isski sabse bat ye hai ki aapko ek bar blog ko infolinks se connect karne ke bad kahi ads lagane ki jarurat hi nahi padti. ye aapki post ke top words ko hi ads link me badal deta hai.
Agar aap infolinks use karna chahate hai to infolinks join karne se pahle mai aapko ek bad bta du ki visitors infolinks ke ads kam pasand karte hai. or iski post content ko links me badlne ki wajah se user ko problem hoti hai. jisse user ka aapki site par interest kam ho ta jata hai. or aapke blog ki traffic low hoti jayegi.
4. Sell Product:
agar aap top internet marketer hai or internet ki achi jankari rakhte hai to jahir hai aapke blog par acha traffic bhi hoga. agar aap chahe to apne blog local product bech kar income kar sakte hai.
Ye product aapke banaye ya kharide huye ho sakte hai. aap apne visitors ke hisab se kam jyada keemat ke product apne blog par sell kar sakte hai.
5. Start Service:
Agar aapko designing, SEO, create blog, blogging kisi ke bare me bhi achi jankari hai to aap apne blog par self service start kar income kar sakte ho. examply agar aap blog theme, template design kar sakte ho to aap per design minimum RS500 india me or $10 other country se earn kar sakte ho.
Ek hindi blog ke liye ye sabse best tarika hai. becoz 70% new bloggers ko iski help chahiye hoti hai. or aap unki help kar benefit kama sakte hai.
Post padne ke bad post ko share jarur kare. sirf 5 second ka time lagega.

Blog Se Paise Kamane Ke 5 Badhiya Tarike Janiye Hindi Me
New blogger khas kar jo hindi me blogging start karte hai. unke liye humesha confusing rahti hai ki aakhir wo hindi blog se adhik kamayi kaise kar sakte hai. mai unhe kahna chahunga ki wo AdSense use kare.Becoz is par aapko only avertismeting yani ads par click karne ke paise milte hai. fir bhi agar aapko lagta hai ki aapke lilye AdSense sahi nahi hai to aap ye tarike tru kar sakte hai.
1. Affiliate Marketing:
Affiliate marketing blog se income karne ka sabse better tarika hai. affiliate advertismet par 1 click kse aap $1-50 earn kar sakte ho. high pay affiliate program se aap per click $100 bhi kama sakte ho. par iske liye aapke blog par kam se kam 5,000 pageviews per day hone jaruri hai.
Aap apne blog ke hisab se SEO affiliate, hosting affiliate, theme design affiliate ke alawa jo bhi aapke visitors pasand kare 1000ro affiliate program join kar ke apne blog se paise kama sakte hai.
- Top 7 Affiliate Marketing Program In India
- Affiliate Marketing Vs Adsense Hindi Blog Ke Liye Kounsa Behtar Hai
Affiliate ke bad AdSense sabse acha tarika hai. ek hindi blogger ke liye AdSense affiliate marketing se jyada bwenefit wala sabit huya hai. becoz hindi blog par adhiktar audience local location se hote hai.
Jo online shoaping karna pasand nahi karte hai. jiski wajah se affiliate hindi blog par jyada income wala sabit nahi hota. AdSense par ads ke click karne ke paise milte hai. so hindi blog ke liye AdSense behtar hai.
- Blog Banane Ke Bad Adsense Ke Liye Apply Kab Kare
- Adsense Ads Lagane Ke Liye Kya Blog 6 Months Purana Hona Jaruri Hai.
- Adsense Par Ads Kaise Banate Hai in Hindi
- Apna Adsense Account Approved Kaise Kare 4-5 Din Me
- Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye
Infolinks un blog ke liye better hota hai jo tech se related jankari share karte hai. agar aapka blog interne, blogging se related hai to aapke liye infolinks koi kam ka nahi hai.
Isski sabse bat ye hai ki aapko ek bar blog ko infolinks se connect karne ke bad kahi ads lagane ki jarurat hi nahi padti. ye aapki post ke top words ko hi ads link me badal deta hai.
Agar aap infolinks use karna chahate hai to infolinks join karne se pahle mai aapko ek bad bta du ki visitors infolinks ke ads kam pasand karte hai. or iski post content ko links me badlne ki wajah se user ko problem hoti hai. jisse user ka aapki site par interest kam ho ta jata hai. or aapke blog ki traffic low hoti jayegi.
4. Sell Product:
agar aap top internet marketer hai or internet ki achi jankari rakhte hai to jahir hai aapke blog par acha traffic bhi hoga. agar aap chahe to apne blog local product bech kar income kar sakte hai.
Ye product aapke banaye ya kharide huye ho sakte hai. aap apne visitors ke hisab se kam jyada keemat ke product apne blog par sell kar sakte hai.
5. Start Service:
Agar aapko designing, SEO, create blog, blogging kisi ke bare me bhi achi jankari hai to aap apne blog par self service start kar income kar sakte ho. examply agar aap blog theme, template design kar sakte ho to aap per design minimum RS500 india me or $10 other country se earn kar sakte ho.
Ek hindi blog ke liye ye sabse best tarika hai. becoz 70% new bloggers ko iski help chahiye hoti hai. or aap unki help kar benefit kama sakte hai.
- Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
- Top List Articles Se 1 Month Me 100,000 Visitors Kaise Paye
Post padne ke bad post ko share jarur kare. sirf 5 second ka time lagega.
Share this post on social media:
Article by: Jume deen khan
He
is an Indian blogger and share useful content on this blog regularly.
If you like his articles then you can share this blog with your friends.
Want learn more about us then click here.
Recommended Post For You
Comments ( 80 )( Leave a Comment )
Add a Comment
Little About Blog
Is blog par aapko Online paise kamane, Blogging karne, Search Engine Optimization, Content Writing, Internet and Technology se related har topic ki puri jankari milegi.
Hum is blog par daily 1-2 new article share karte hai. So aap chahe to humare is blog ke newsletter ko subscribe kar sakte hai.
Agar aap humare or is blog ke bare me aur jyada janna chahate hai to yaha click kare.
Subscribe Blog Newsletter
New post ki email ke dwara notification pane ke liye is blog ko abhi subscribe kare.
Jumedin ji Aap is Post ko jarur padhe,
Kaise Ek New Blogger ko Aapke blog Se logo ko help milta hai , Iska bhi hmne Jikra kiya hai
Aap Jarur Padhe aur Bataye….
कैसे बने एक सफल ब्लॉगर High Traffic Blog Kaise Banaye
achhiadvice.com/2017/06/25/high-traffic-successful-blogger-kaise-bane-1-year-experience-review
Agar hmare Website ke liye koi Tips ya Advice ho to jarur batayiyega…….
But mere blog par traffic nhi aa raha h
Social media par share karta hu to 30-40 views aa jate h daily lekin agar share na karu to 0 hi rehta h
Plz aap ek baar meri website check kare
Sumitrnews.tk
are sir mujhe ads ke bare me bi jayda jankari nnhi hai. to mere website per kase ads aha sakte hai …..
To Ushe Blogging Ke Alawa Kuch Aur Nahi Dikhta Na To Wo Subah Uthkar Tahal Sakta Hai
Na Hi Gym Kar Sakta Hai Aur Na Hi Dosto Se Mil Sakta Hai
Bus Har Time Blogging Hi Nazar Aata Hai Iss Liye Ye Jail Ki Trah Hai Aur Paisa Kamana Bhi Toughf Hai
Totally Luck Par Depend Hai Aur Web Designing Ka Complete Jankari Honi Chaye
page user name sahi hai.
but profile aur page dono show ho raha hai. Sir kya Facebook profile hide nahi hogi, only page show kare.
kya aap W.P. me ho
ek hai adnow.com koi kahta hai theek hai koi kahta hai fake hai wo asal sachhai kya hai uski ya to ap mujhe commet men bata den ya fir uspr ek post banayen
Well done.
क्या आप मेरे नए blog पर एक नजर डालके बता सकते हैं कि कैसा है?
धन्यवाद जी।
Mera aap se bas ek hi saval hai ki AdSense ke alawa aur kaha se paise kama sakte hai. koi idea ho apke pass to meri help karo.
Aapko ebook se paise kaise kamaye. Ke bare me post nahi likhani hai,to kamase kam yeh bataye ki kindle payment kaise karta hai? Bank account me ya fir paypal ke account par
http:// pyarlovezindagi.blogspot.in
aur dusra
http:// pyarlovezindagi.blogspot.in
ye dono site me mene do sitemap ad kia he.jisme atom aur sitemap.xml he
atom sitemap pe 10 url submit aur 7 index he
aur sitemap.xml pe 5 submit aur 3 index he,.
to sir mujhe kaunsa rakhna chahiye.aur kaunsi sitemap delete krni chahiye?.
aur mere dusra ques he..http:// wala mera property ke sitemap me warning aa raha he.jisme redirect ho raha he http:// blog pe…
sir to kaunsa property rakhu aur kaunsa delete karu?
http:// wala property ..ya fir http:// wala property?..
sir plz plz iska reply dena.
traffic kese badhau
AdSense m your website m kya dalu
mujhe aur kya kya karna padega please mujhe bataiye….
Can I get your affiliate link to your host? I wish my website loaded up as quickly as yours lol
1.aapke blog me jo every post ke niche comment box lagaya hai woh kaise laga sakte hai
2.sir aapne ko category ka widget bataya tha lekin usme dropdown ka option nahi bata raha mujhe aapke jaisa select category ka box lagana hai
2. blogger me uska option nahi hoga. mere jaisa lagane ke liye aapko hosting le kar blog banana padega.